Tore dekhan Ko tarse jiyara ya Abdal Qadir Jilani Naat Lyrics

Tore dekhan Ko tarse jiyara ya abdal Qadir Jilani
Kaho badh more sapne Mai dars dikha ya abdal Qadir Jilani

Hai aaghat ghaat mori nayya ya abdal Qadir Jilani
kripa se apne paar Laga ya abdal Qadir Jilani

Riskhawat hu Mann hi Mann mai Kya mukh le jaw
sakhiyan mai Atrak lo meri maharaja ya abdal Qadir jilani

Aye Mazhar kulfani filla aye faize atam baki Billa
Ye Shan teri Allah Allah ya abdal Qadir Jilani

Tum mazhare shaame risalat ho tum Ma'adne judo sakhawat ho
Kyu karna kahu Sai allillah ya abdal Qadir Jilani

Tan man sab  warat hu aur Saro suhag utarat hu
Sai allillah ki jabo mala ya abdal Qadir Jilani

Tore charna na sees nawawat hu aur Naina na neer bahawat hu
Sunn arz Raza ki Ann data ya abdal Qadir Jilani

Submit By Amaan



Connect With us