Islamic SMS

Ho Aap pe Ramzan ki hazaron barkatain NAZIL

Ho Aap pe Ramzan ki hazaron barkatain
NAZIL
Na rahe Dil ek pal bhi ibadat se
GAFIL
Aapki har dua ho Qabool
KAMIL
Aur Un Duaon mai ek hum bhi hon
SHAMIL

Jahannam ki Aag se 70 Saal ki musafat

Jis ne Allah ki Rah me Aik dain ka Roza rakha to.
Allah us ke chehray ko Jahannam ki Aag se 70.
Saal ki musafat ke baraber door ker day ga.

Happy Shab-e-Qadar

Aksar shaam ko aati hai,
falak se aawaz,
Sajda karti hai sehar jis ko,
Woh hai aaj ki Raat!
Happy Shab-e-Qadar!

Ramadan Mubarak

Hadees pak mein hai,
Jis ne ramazan ke mahine main ek baar surah ikhlas padhi
Allah ne uske 50 saal ke gunah bakhsh diye
Ramadan Mubarak!

Bezubanon ko jab wo zaban deta hai

Bezubanon ko jab wo zaban deta hai
Padhne ko phir wo quraan deta hai
Bakhshne pe aye jab ummat k gunahon ko
Tohfe mai gunahgaron ko Ramazan deta hai

Welcome Ramadan

Welcome Ramadan
Walk humbly Talk politely
Dress neatly Treat kindly
Pray attentively and
Donate generously
May Allah bless & protect you

Aaya Mah-E-Ramazan Hai

Na Rahe Ga Yeh Sada,
Kuch Hi Din Ka Mehman Hai,
Rahmat Se Bhar Lo Jholiyaan,
Aaya Mah-E-Ramazan Hai..!!
Duaon Main Mujhe Zaroor Yaad Rakhna!!

Wishing you a Happy Ramadan

As the auspicious month of Ramadan starts,
may the crescent-shaped moon brighten
your path toward enlightenment and
may Allah bless you with peace and grace.
Wishing you a Happy Ramadan!

Wishing you a blessed and happy Ramadan

I hope you will achieve the purification of the soul
upon commemorating the month of Ramadan.
Wishing you a blessed and happy Ramadan!

Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina

Gul Ne Gulshan Se Gul Faam Bheja Hai,
Sitaroon Ne Asmaan Se Salam Bheja Hai,

Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina,
Ye Paigham Hamnain Sirf Apko Bheja Hai


Connect With us