mustafa e zaat e yakta aap hain Naat Lyrics

Mustafa e zaat e yakta aap hain

Yak ne jisko yak banaya aap hain


Aabo gil mai noor ki pehali kiran

Jane aadam jane hawwa aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….


Aapko rabne kiya apna habib

Sari khalkat ka khulasa aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….


Ja tui jana karare ja tui

Jane jan jane masiha aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….


Aap se khud aap ka sahil hu main

Jan ja meri tamanna aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….


Bar darad  aamad daga bahre salaam

Ho bhala 'akhtar' ka data aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….



Connect With us