Murshid tere kadmo mein mujhe mar jana hai Naat Lyrics

Murshid tere kadmo mein mujhe mar jana hai (4)
Rabba e ya gulshan mai tera aasiya na (2)

Murshid tere kadmo mai mujhe mar jana hai.

Tum jaha pe rehte ho wahi meri jannat hai (3)
Pajatan ke saaye mai tera aasiyana hai (2)
Murshid tere kadmo mai mujhe mar jana hai.

Khak tere qadmo ki surma mai bana lungi (2)
Syedi gharana bhi kiya sakhi gharana hai (3)
Murshid tere kadmo mai mujhe mar jana hai (2)

Yaar chip ke baitha hai aankho ki yeh pulti mai (2)
Parda mai jo gaflat ka aankho se hatana hai (2)
Murshid tere kadmo mai mujhe mar jana hai.

Tamanna hai yatkha ki wahi mere aye murshid.
Dar pe tere aaye khaza wahi dafnana hai.
Murshid tere kadmo mai mujhe mar jana hai (3)

Qadri ya gulshan mai ab tum hara thikhana hai (2)
Murshid tere kadmo mai mujhe mar jana hai (2)

Submit By Zainab



Connect With us