Mohammad Sa Koi Nahi Naat Lyrics

Mohammad SA nahi koi Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (1) .

Rasoollun Na kha milkar Fareshton Na kha padkar
Yahi hooron ka nagma hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (2) .

Sarapa app ka likhnay ko Quran saamne rakha
Khalam Na itna likha hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (3) .

Dhahan wik book mai likkha hai Nabi ka naam auncha hai
Ya mikal Hart likhata hai  Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (4) .

chala hai maar khakar Bhi Hazaroo zakham sehi kar Bhai
Bilal - e - habshi khata hai  Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (5) .

janabay sayyada husnain aur Maula Ali bolay
Nabi jaisa Na dekha hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (6) .

Abubakro umer osma haider Charun kehtey hai
Koi dunya mai aisa hai Mohammad SA nahi koi

Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (7) .

Hazarun mahay jabee aaye Badei hi dil nashin aaye
Koi kab unsa aaya hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (8) .
 
kiramal katebi aao kitabay Ishq mai lekkho
Gulamo ka ye Nara hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi (9) .
 
Adab sey sar jukhata hai Anghoti choom leta hai
Aujagar kehta phirta hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Mohammad SA nahi koi Mohammad SA nahi koi

Submit By AHMED HUSSAIN QADRI



Connect With us