Mitha madina door hai Naat Lyrics

Allahumasallyala syidna mumammadin

Mitha madina door hai
Jana bhi zaraur hai
Teyba badi door aqa

Allahumasallyala sayedna muhammadin

Rehmatin alam tera laqab hai teri unchi shaan hai
Sara alam tera bhikari tu sab ka sultan hai
Mujh se gum ke maro ka tujh pr hi bas man hai
pas bulalo ab to aqa mudat se arman hai
Teyba badi door aqa

Allahumasallyala seydina muhammadin

Jb bhi kafila dekhun koi Teyba nagar ko jata hai
Phut Phut ke dil rota hai mujhko bada tadpata hai
Mere dil ko pal bhr bhi phir chein zara na ata hai
Rukh Teyba ki janib kr k bas ye rota jata hai

Allahumasallyala seydina muhammadin

Submit By Muhammad Arshad raza qadri



Connect With us