Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 

Bakhuda qadmo me sarkaar k paya jaata Kash 
mein dor e payambar me uthaya jaata 
Sath sarkaar k ghazwat me shamil hota 
Sath sarkaar k ghazwat me shamil hota 
Unki nusrat me lahu mera bahaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
Rait ke zaron me Allah badal deta mujhe 
Rait ke zaron me Allah badal deta mujhe 
fir mujhe rah e Muhammad me bichaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
Khak hojata mein sarkaar k qadmo ke taley 

Khak ko khak e madina me milaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
mil ke sab log sub log muje mati se gara karte’ 

fir mije majide nahabi me lagaya jata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
Kash aey kash mein hota koi aisi lakri 
Kash aey kash mein hota koi aisi lakri 
Jisko sarkaar ke minber me lagaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
Unke Roze k dar o baam sajane ke liye 
Unke Roze k dar o baam sajane ke liye 
Rozano me meri ankhon ko lagaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
 
Bun ke lejata mujhe naat Ke shairon me koi 

Robaro unke mein unko hi sunaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
laya jaata sar e darbaar aseeron ki trah 

Hukm pr unke mein azaad karaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
ya utrata me kisi naant me misre bankar 
ya utrata me kisi naant me misre bankar 
rubaru me unmke me unko hi sunaya jata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
 
Hota us dor ka qisa koi noor o farhan 
Hota us dor ka qisa koi noor o farhan 
Aj k dor mein bachon ko parhaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata 
bakhud sarkar ke kdadmo me paya jata 
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Submit By Peer Zaid Najjmi chishty