kabe ki ronak kabe ka manzar Naat Lyrics

allahu akbar allahu akbar

allahu akbar allahu akbar

 

kabe ki ronak kabe ka manzar

allahu akbar allahu akbar (2)

dekhu to dekhe jau barabar

allahu akbar allahu akbar  (2)

ae mere allah ae mere allah mere maula


tere karam ki kya bat maula

tere haram ki kya bat maula

ta umr karde aana mukdar

allahu akbar allahu akbar (2)

ae mere allah ae mere allah mere maula


hamde khud se tar hai zabane

kano mai ras dholati hain azane

bas ik sada aati hain barabar

allahu akbar allahu akbar (2)

ae mere allah ae mere allah mere maula


yaad aa gai jab apni khatae

asko me dhalti hain iltijae

roya gilafe kaba pakar kar

allahu akbar allahu akbar (2)

ae mere allah ae mere allah mere maula


bheja hain jannat se tujko khuda ne

chuma hain tujko khud mustafa(saw) ne

ai sange aswad tera mukdar

allahu akbar allahu akbar (2)

ae mere allah ae mere allah mere maula


mangi hain maine jitni duaae

manjur hongi makbool hongi

mizabe rahmat hain mere sar par

allahu akbar allahu akbar (2)

ae mere allah ae mere allah mere maula


maula 'sabih' aur kya chahta hain

bas magferat hi ye chahta hain

bakhshis ke talib pe apna karam kar

allahu akbar allahu akbar (2)

ae mere allah ae mere allah mere maula



Connect With us