Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain 
Kijye na is bala ko karbala mere hussain 
Dono sahabzadon ke tan hathon me le kar 
Kya dii misal e sabr hai duniyan ko ya hussain
Un lakhon ki lashkar dushmanon ke samne 
Parda na choota aapke beti ka ya hussain 
Abbas le ke nikle the pani furad se 
Ghode se gir ke pani hua khoon ya hussain 
Pyase tere jawanon pe lakhon salam hain
Qurbaan ho ke deen pe islam dediya 
Kya shaan se nibhaya hai wada huzoor ka 
Shabbir haq ka sham'a bachaya hai aapne 
Batil ko mitaya kiya roshan deen ko 
Sham'a ko roshan aapne khoon se kia hussain 
Sajde me sar ko rakha Asr ko ada kia 
Sar hogaya phir tan se juda aapka hussain 
Dard e dile hussain pe lakhon salaam hain 
Jisne diya hai sabr ka paigham ya hussain 
Na kartu apni jaan per sitam ay Nasir Zara 
sonch karbala mein hue qur baan mere hussain
Submit By BHANGESH MOHAMMED ARBAZ QADRI
                
                              					







