alwada ramzan Naat Lyrics

Aakhari roze hain dil gamnak mujatar jaan hain

Hasta wa hasata ab chal diya ramzan hain


Aashikane mahe ramza ro rahe hain fut kar

Dil bara bechen hain afsudar ruho jaan hain


Alfirako wal firak e rabb ke mehaman alfirak

Alwadao alwada tujako mahe ramzan hain


Teri furkat mai dil usshak tukare ho gaya

Orsina chaa tere hijr me ramzan hain


Dasaatane gam sunae kisko jakar aah hum

Ya rasulallah dekho chal  diya ramzan hain


Waqke iftaro sahar ki ronak hongi kaha

Chand din ke bad ye sara sama sunsan hain


Hay sad afasos ramzan ki na hamne kadr ki

Be-sabab hi bakhsh de ya rab ke tu rahman hain


Sab musalama alwada kehte hain ro ro kar tuje

Aah chand dhriyo ka ab tu reh gayamahmaan hain


chand aansu nazar hain bas or kuchh palle nahi

naikiyo se aah ye khali mera daman hain

kash aate saal ho hum sabko phir ramzan nasib

ya nabi mithe madine me bara arman hain



Connect With us