Aate hain aate hain sarkar e madina Naat Lyrics

Aate hain aate hain sarkar e madina 2x
Jahan zikr kiya jay unka 2x

Tashreef wahan par laate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina

Hain amna pyara khuwaab tera 2x
Tabeer hain ye allah allah
Hain laal tera mehboob khuda 2x
Jibreel pyam sunate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina

Sadqe hain qabooter aqa per 2x
Teba main dekho ye manzar
Woh sale alaa sare parh kr 2x
Jab par apne phelate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina

Aamad ki ghatain jhoom uthi
Rehmat ki ghatain jhoom uthi
Makke k fazain jhoom uthi
Sehra ki hawain jhoom uthi 2x
Rehmat k badal chate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina 2x

Jahan zikr kiya jaye unka 2x
Tashreef waha par laate hain

Submit by semal shakeel



Connect With us