Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki Naat Lyrics

Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
Miljul kar pade naate sarkare e do aalam ki

Azaab ke jurmut me ek noore e mubi dekho
Kya shan he kya baate sarkar e do aalam ki

Ummat ki khatao par ro ro ro duya karna
Guzri hai yu hi raate sarkar e do aalam ki

Ek din to hamid apni kismat yu sawar jaye
Taiba mein padhu naate sarkar e do aalam ki.

Submit By Rubina Sheikh



Connect With us