Ya shahe uamm Naat Lyrics

ya shahe umam  ek nazare karam

mauri laaj tumhare hath (sarkar)

mauri nayya lagado apne karam se paar

 

tuti hui aas hu main, dukh se bhara dil hain mera

nazare karam bahare khuda, koy nahi tere siva

sallallah sayyidil musrlin …………..(4)

 

gamkhaware jaha taskine ja, ek sab to muje bhi ho

didar muri nyya lagado apne karam se par

ya shahe umam (saw) ……………………………….

 

bage iram sahar tera, jiski hawa mushke khutan

naam tera sallealla ruhe baya jane sukhan

sallallah sayyidil musrlin …………..(4)

 

ho dur mere sab ranjo alam phir aau madine main

harasal muri nayya lagado apne karam se par

ya shahe umam (saw) ……………………………….

 

aansi hu main bigare nasib ,rakhlo bharam rab ke habib

ruhe adab jane adib tum hi to ho sabke khabir

sallallah sayyidil musrlin …………..(4)

 

tumme kaya kami  makki madni , tum sare jaha ke ho

sardar mori nayya lagado apne karam se par

ya shahe umam(saw) ..........................



Connect With us