Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam Naat Lyrics

Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam..(2)

Zikar tumhara jab likha rone laga kalam Hussain ,
Kaise hai waqiyate gham aztaro rahe Hussain,
Dil mai tumhari yaad hai houtoo pai hai alam Hussain (2)

Lete rahenge hashrah tak naam tumhara ya Hussain...
Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam ..(2)

Bhul na jayege kabi app ki zindagi Hussain,
Teero ke saye mai dekhi khalik ki bandage Hussain,
App ke khoon se huai deen mai roushni Hussain (2)

App ne jag maga Diya deene muhammadi Hussain...
Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam Assalam (2)

App ne kise shaan se sabr ka inteha Kiya,
Wakth pada too app nai akbar sa noujawa Diya,
Phir b wahi agar kami sa be zuba diya(2)

Shoro nai gul sata Diya Deen-E-Nabi bachaliya......
Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam.....(3)

Submit By Junaid Shariff



Connect With us