Hind nagar me ek hi nara khaja humara Naat Lyrics

Hind nagar me ek hi nara
khaja humara khaja humara

Pyare nabi k ghar ka ujala
Bheja nabi ne tumko saja kaar
Bheja madine se dulha banakar
Dekho nabi ne kaisa sawara
Kahaja humara khaja humara

Hogai muskil paal me u aasan
Jaab bhi pukara ya more khaja
Milgaya paal me mujhko sahara
Khaja humara khaja humara

Dhoom machi hai ronak ye saji hai
Laagta hai jaise khaja ki chatti hai
Pouchu me ajmer phir se dubara
Khaja humara khaja humara

Shah bhi tere daar pe khade hai
Jholiya pheli or haat bade hai
Shaho ka bhi to tha yehi nara
Khaja humara khaja humara

Muskilo me jab mene pukara
Aai ye saada tu hai hummara
Kaisa milla fr unka ishara
Khaja hummara khaja hummara

Hind nager me din ka jhanda
Kisne lagaya kisne lagaya
Moula ali ka wo hai dulara
Khaja humara khaja humara
 
Unke diwane sare k sare
Arshad o shoeb khete hai pyare
Mill k lagao sab ye hi nara
Khaja humara khaja humara

Submit By shaikh shoeb



Connect With us