taybah rashke jina khuldazar Naat Lyrics

taybah rashke jina khuldazar

aallahu aallahu aallahu

jis taraf dekhiye hai bahar

aallahu aallahu aallahu

 

yaha raat din hain fariste utarte

majare nabi par salaam azr karte

marhba rozae taajdar

tayabah rashke jina............................

 

jis taraf dekhiye hai bahar

aallahu aallahu aallahu

tayabah rashke jina............................

 

unhe gaib ka ilam rab ne diya hai

khazano ka mukhtar unko kiya hai

hai wahi kasime rozgaar

aallahu aallahu aallahu

tayabah rashke jina............................

 

parho 'nazami' unki sana parhate jao

har ek sans salleala parhe jao

wajad mai zumkar baar baar

aallahu aallahu aallahu

tayabah rashke jina............................



Connect With us