sabke hajat rawa garib nawaj Naat Lyrics

Sabke hajat  rawa garib nawaj

Har maraj ki sifa garib nawaj


Gamzado ne  kaha garib nawaj

Bekaso ki sada garib nawaj

Sabke hajat rawa…………………………


Har wo sahil murad pata hai

Jo bhi kehata ya garib nawab

Sabke hajat rawa.............


Tere darpar jabi jukate hain

Hind ke oliya garib nawaj

Sabke hajarrawa…………………………


Jinka koy nahi zamane main

Unka hain aasra garib nawaj

Sabke hajat rawa .........................


khake ajmer khub hai 'khaki'

chum le keh ke ya garib navaj

Sabke hajat rawa .........................



Connect With us