Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi Naat Lyrics

Garmi hai tapp h dard h kulfat safar ki hai
naa shukr ye to dekh azeemat kidhar ki hai

Lutte hain maare jaate hain yun hi suna kiye
haar baar dee o amn kibhairat hazar ki hai

Humko to apne aaye me araam hibse laaye
Hiley bahane waalo k ye raah dar ki hai

Paigham saba layi h gulzare nabi se
aaya hai bulawa mujhe darbaare nabi se

Maahe madina apni tajalli ata kare
yeh dhalti chaandni to pahar do pahar ki hai
Aaya hai bulava mujhe darbaare nabi se

Her Aah Gaee Arsh Peh, Yeh Aah Kee Qismat,
Her Ashk Peh Ik Khuld Hay Her Ashk Kee Qeemat,
Tohfa Yeh Mila Hay Mujhe Sarkar-E-Nabi (S.A.W) Se,
Aaya Hay Bulava Mujhe Darbar-E-Nab Se.


Is ke tufail hajj bhi khuda ne kara diye
asl e muraad haazri us paak darr ki hai
Aaya hai bulava mjhe darbaare nabi se

Kaabe ka naam tak na liya taiba hi kaha
pucha tha humse jisne ki nuhzat kidhar ki hai
Aaya hai bulava mjhe darbaare nabi se

Paigham saba layi h gulzare nabi se
aaya hai bulava mjhe darbaare nabi se

Ye pyaari pyaari kyaari tere khaana bah ki
sard iski aab o taab se aatash safar ki hai
Aaya bulava mjhe darbaare nabi se

Jannat me aake naar me jaata nahi koi
Shukr e khuda naveed najaat o zafar ki hai
Ulfat hai mujhe saya e deewaar e nabi se
Aaya hai bulava mjhe darbaar e nabi se

Bhatee Naheen Hamdam Mujhe Jannat Kee Javanee.
Sunna Naheen Zahid Mujhe Hooron Kee Kahanee.
Ulfat Hay Mujhe Saaya-E- Deevar-E-Nabi (S.A.W) Se.
Aaya Hay Bulava Mujhe Darbar-E-Nabi Se.

Paigham saba laayi h gulzaar e nabi se
aaya h bulava mjhe darbaare nabi se

Irfan Ki Kasak Khulq Ki Mai Sabr Ka Saagar
Kiya Lutf Mila Kerta Hai Jo Dete Hein Sarwar
Ye Pooch Le Aake Koi Beemar-E-Nabi Se
Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar-E-Nabi Se


Jin jin muraado k liye ahbaab ne kaha
Pesh e khabeer kya mujhe haajat khabar ki hai(2)
Aa kuch suna de ishq k bolon me ae raza
Mushtaaq tab'a lazzat e souz e jigar ki hai
Aaya hai bulava mjhe darbaar e nabi se

Paighaam saba layi h gulzaar e nabi se
aaya hai bulava mjhe darbaar e nabi se

Bheeni suhaani subha me thandak jigar ki hai
Kaliyan khili dilon ki hawaa ye kidhar ki hai (2)
Ugti hui nazar me ada kis sahar ki hai
Chubhti hui jigar me sada kis gajar ki hai (2)
Daalein hari hari hain to baalein bhari bhari
Ishq e amal bari h ya baarish kidhar ki hai
Aaya hai bulava mjhe darbaar e nabi se

Paighaam saba layi h gulzaar e nabi se
aaya hai bulava mujhe darbaar e nabi se

Submit By Nida sayed



Connect With us