main hoon gaus ka deewana fikar nahi koi Naat Lyrics

Mai hun Gaus ka diwana
Mira Mira Mira Mira
Jila jila jila Jilani
Jila  jila jila jilani

Mera Pir Mera Pir Dastgir Dastgir

Mai hun Gaus ka diwana fikr nahi koi
Fikr nhi koi baba fikr nhi koi
Chahe dushmn ho zmana fikr nhi koi
Mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

Sayyed lillah ya abdul kadir ya shaikhal bagdad  ya saikhul jilani

Jila jila jila Jilani Jila  jila jila jilani
Mera pir mera pir dastgir dastgir

Janta hai ye teri kramt har ek chahne wala
Dubi huyi kashti ko tune ek pal me nikala
Jab bhi mushkil aye nara Gaus ka lgana

Gaus ka diwana hokr tenshon me hai nhi nhi

Nara Gaus ka lgana fikr nhi koi

Dar pe tumhare jo bhi aye man ki murade paye
Har ek ko khairat mili hai khali na koyi jaye
Tere dar ke tukdo se plta hai sara zmana

Mai hun gaus ka diwana fikr nhi koi

Sayyed lillah ya abdul kadir ya shaikhal bagdad  ya saikhul jilani

Jila jila jila Jilani Jila  jila jila jilani
mera pir mera pir dastgir dastgir

Kabr me aake nakiro ne ek dhobi se puchha
Allah se mahbub se uske tera kya hai rishta
Bola mai hun Gaus ka shaida hath na lgana

Mai Gaus pak ka dhobi hun mujhse kya puchhte ho

Mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi
fikr nhi koi baba fikr nhi koi

chahe dushmn ho zmana fikr nhi koi
mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

Gause azam ke gun gana chahe duniya ruthe
Gaus piya ka damn tere hathon se na chhute
chahe mushkil jo bhi aye tum na kabhi ghabrana
mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

jaano dil sab tumpe fida hai Gause piya jilani
Waliyon ke srdar tumhi ho mahbube subhani
jo bhi pukare dil se tumko uski madad ko aana

mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi
fikr nhi koi baba fikr nhi koi

chahe dushmn ho zmana fikr nhi koi
mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

ro ro ke mai tumko pukarun apne dar pe bulawo

maula ali ke sadke me kismt ko chmkao
ham sab ko bhi apne dar pe bulana.

mai hun Gaus ka diwana fikr nahi koi
mera pir mera pir dastgir dastgir

Submit By Fezan



Connect With us